tera zikr lyrics is most popular song since 2017.
Tera zikr hai, ya itr hai
Jab jab karta hoon, mehkta hoon
Tera ishq hai, ya barkat hai
Jab jab karta hoon, be-hisaab karta hoon
Tera zikr hai, ya itr hai
Jab jab karta hoon, mehkta hoon
Tera ishq hai, ya barkat hai
Jab jab karta hoon, be-hisaab karta hoon
Jo tu na ho, to hum bhi hum nahi
Na chhaye khushi, na aaye gham kahin
Jo tu na ho, to hum bhi hum nahi
Na chhaye khushi, na aaye gham kahin
Bina tere kahin lagta nahi
Dil na jaane kyun, phir bhi tujhko dhoonde
Tera zikr hai, ya itr hai
Jab jab karta hoon, mehkta hoon
Tera ishq hai, ya barkat hai
Jab jab karta hoon, be-hisaab karta hoon
Saari raatein, saari baatein
Mujhse keh rahi, tu hai yahaan
Har subah tujhse, phir mile hum
Yeh hi duaa, tu hai jahaan
Jo tu na ho, to hum bhi hum nahi
Na chhaye khushi, na aaye gham kahin
Tera zikr hai, ya itr hai
Jab jab karta hoon, mehkta hoon
Tera ishq hai, ya barkat hai
Jab jab karta hoon, be-hisaab karta hoon
tera zikr lyrics end